SONG: O Devtao Hosh Mein Aao - ओ देवताओं होश में आओ

O Devtao Hosh Mein Aao - ओ देवताओं होश में आओ

LYRICS:
o devatao o devtao hosh mein aao aaj se tumhara vakt ja raha hai dharti valo ka jamana aa raha o devtao hosh mein aao upar vale logo ho jao sawdhan niche vali duniyan mein aaya hai tufan aaj bacha lo apna thera aandhiyon ne aasaman ghera bdli hai dishaye palti hai hawaye vo dekho insan bathta ja raha dharti valo ka jamana aa raha o devtao hosh mein aao hoshiyar rahna himaly jaga hai ganga jamuna ne bhi kinara tyaga hai simao ko tod ke samandr bhaga hai sab ne apna adhikar manga hai o unche aasan valoniche najre daalo o unche aasan valoniche najre daalo dekho dhul mein se dhuaa nikla ja raha dharti valo ka jamana aa raha o devtao hosh mein aao aaj hai chunaiuti har balvan ko om swaha aaj hai chunaiuti har balvan ko om swaha jalna hoga aag mein jhuti shan ko om swaha girana hoga ambar ke pas ko om swaha hatna hoga raste ki chattan ko jhkana hoga aaj abhiman ko om swaha aana hoga niche aasaman ko om swaha jhkana hoga aaj abhiman ko om swaha aana hoga niche aasaman ko om swaha aana hoga niche aasaman ko om swaha jhkana hoga aaj abhiman ko om swaha