SONG: O Data Paisa Deta Ja - ओ दाता पैसा देता जा

O Data Paisa Deta Ja - ओ दाता पैसा देता जा

LYRICS:
o data paisa deta ja paisa deta ja masum duaaye leta ja o data paisa deta ja jaise tere bachche pyare waise main kisi ki pyari kisi ki pyari chhod gaya mujhe bapu mera main kismat ki mari sabka data sabko dega kuch deta ja kuch leta ja masum duaaye leta ja o data paisa deta ja data paisa deta ja apne khushi se is duniya mein koi na bane bhikhari bachapan mein hi bhikharin aaj hui dukhyari sada sukhi rahe bachche tere kuch deta ja kuch leta ja masum duaaye leta ja o data paisa deta ja data paisa deta ja maa ki ladli ye bhi na jane kaise hath failana hath failana kisi ke ghar ki ijjat roye duniya samjhe gana gaana hi samjh kar sunta ja sunta ja o data paisa deta ja data paisa deta ja