SONG: O Beta Alfu Farmao Chacha Salfu - ओ बेटा अल्फू फर्माओं चाचा सल्फु

O Beta Alfu Farmao Chacha Salfu - ओ बेटा अल्फू फर्माओं चाचा सल्फु

LYRICS:
o beta alfu farmao chacha salfu are o beta alfu farmao chacha salfu chadh gaya ulfat ka bazaar pyar ki kimat bees hazaar chadh gaya ulfat ka bazaar pyar ki kimat bees hazaar bhej thanathan bhej thanathan malik tu hi tu o ho o o beta alfu farmao chacha salfu laal ki hai meri pyari maula rakam de bhari maar meri kismat par bharke daulat ki pichkari sambhal na bhai dil ne bahut jhak mari are mehangi padi dildari ab to bana de humko maula aashiq se vyapari kyu ke chadh gaya ulfat ka bazaar pyar ki kimat bees hazaar chadh gaya ulfat ka bazaar pyar ki kimat bees hazaar bhej thanathan bhej thanathan malik tu hi tu o ho o o beta alfu jhak maaro chacha salfu shakl se badhkar paisa haye gajab hai kaisa ghas chare dilwale dekho ishq ladaye bhainsa yaar mila hai jaisa pyar bhi de tu waisa rakh de mere sine me maula dil ke bajaye p p p paisa kyu ke chadh gaya ulfat ka bazaar pyar ki kimat bees hazaar chadh gaya ulfat ka bazaar pyar ki kimat bees hazaar bhej thanathan bhej thanathan malik tu hi tu o beta alfu farmao chacha salfu haye haye haye haye haye haye kya hua haye main pitu chhati degree meri ban jati sone ke ande dene wali murgi koi mil jati pak pak pak pak pak pak pak pak pak pak pak pak pak pak pak hath jo nagdi aati are shadi meri ho jati bhade pe le aata main dulhan aur barati kyu ke chadh gaya ulfat ka bazaar pyar ki kimat bees hazaar chadh gaya ulfat ka bazaar pyar ki kimat bees hazaar bhej thanathan bhej thanathan malik tu hi tu o o o o beta alfu jhak maaro chacha salfu o beta alfu jhak maaro chacha salfu