SONG: O Badi Zulmi Tamanna Hai Dil Me - हो बड़ी ज़ुल्मी तमन्ना है दिल में

O Badi Zulmi Tamanna Hai Dil Me - हो बड़ी ज़ुल्मी तमन्ना है दिल में

LYRICS:
ho badi zulmi tamanna hai dil mein ho aaj mere dil mein ho badi zulmi tamanna hai dil mein ho aaj mere dil mein chori chori chori chori aaya koi ho meri aankhon ke til me koi ho koi aaj mere dil mein ho badi zulmi tamanna hai dil mein ho aaj mere dil mein ulfat ki duniya mein kar le baseraa kar le baseraa ulfat ki duniya mein kar le baseraa ulfat ke bandon ka parbat pe deraa parbat pe deraa tu bhi zaraa chal ke dikhaa tu bhi zaraa tu bhi zaraa tu bhi zaraa chal ke dikhaa ho yaar ki mahfil koi ho koi aaj mere dil mein ho badi zulmi tamanna hai dil mein ho aaj mere dil mein taaron ki taaron ki maujon mein chanda ki naiya chanda ki naiya taaron ki taaron ki maujon mein chanda ki naiya chanda ki naiya pyaar ka hai toofaan to pyara khaiwaiya pyara khaiwaiya tu bhi zaraa chal ke dikhaa tu bhi zaraa tu bhi zaraa tu bhi zaraa chal ke dikhaa ho pyaar ki manzil pe koi ho koi aaj mere dil mein ho badi zulmi tamanna hai dil mein ho aaj mere dil mein