SONG: O Bachpan Beeta - ओ बचपन बीता बात में

O Bachpan Beeta - ओ बचपन बीता बात में

LYRICS:
o bachpan beeta baat me badal gaya sab dhang mitha laage re sakhi ab duje ka sang ab aai hai kaisi re umariya lahraaye chunariya jhuki jhuki jaaye re nazariya ho jhuki jhuki jaaye re nazariya it ut jaaye mori maathe ki bindiya it ut jaaye mori maathe ki bindiya raat raat bhar mohe aaye na nindiya raat raat bhar mohe aaye na nindiya kaate ki kaate ki chubti hai sejiya aai kaisi umariya jhuki jhuki jaaye re nazariya ab aai hai kaisi re umariya lahraaye chunariya jhuki jhuki jaaye re nazariya ho jhuki jhuki jaaye re nazariya khilne lagi hai mori palko ki pankhiya palko ki pankhiya chori chori dekhe mohe laakh laakh ankhiya laakh laakh ankhiya haay chudi chudi dekhe mohe, jaaun main jaaun main kaise re bajariya aai kaisi umariya jhuki jhuki jaaye re nazariya ab aai hai kaisi re umariya lahraaye chunariya jhuki jhuki jaaye re nazariya ho jhuki jhuki jaaye re nazariya ab to sakhi main apne aap se lajaaun ab to sakhi main apne aap se lajaaun chanda si chaandani me bhigi bhigi jaaun bhigi bhigi jaaun haay bhigi bhigi jaaun main to aan milo ji aan milo ji ab sawariya aai kaisi umariya jhuki jhuki jaaye re nazariya ab aai hai kaisi re umariya lahraaye chunariya jhuki jhuki jaaye re nazariya ho jhuki jhuki jaaye re nazariya