SONG: O Babu Aabad Rahega Duniya Ka Ye Mela - ओ बाबू

O Babu Aabad Rahega Duniya Ka Ye Mela - ओ बाबू

LYRICS:
o babu o babu aabaad rahega duniya ka ye mela o babu aabaad rahega duniya ka ye mela koi sang rahe preetam ke koi sang rahe preetam ke, koi rahe akela o babu aabaad rahega duniya ka ye mela yahi raup se pyaar kiya fir tu kyu aankh churaaye yahi raup se pyaar kiya fir tu kyu aankh churaaye ye jaadu ka khel hai babu jo maange mil jaaye ye jaadu ka khel hai babu jo maange mil jaaye har panchhi ne sath dhunda tu kyu ude akela har panchhi ne sath dhunda tu kyu ude akela o babu aabaad rahega duniya ka ye mela o babu aabaad rahega duniya ka ye mela aakar chale na jaaye raja chale na jaye raja pyaar ke din rangile aakar chale na jaaye raja chale na jaye raja pyaar ke din rangile dilwaalo ko mile mohabbat khade rahe sharmile dilwaalo ko mile mohabbat khade rahe sharmile rup se aankh churaane waale kis jogi ka chela rup se aankh churaane waale kis jogi ka chela o babu aabaad rahega duniya ka ye mela o babu aabaad rahega duniya ka ye mela