SONG: Nuktaachin Hai Gam E Dil Usako Sunaaye Na Bane (K L Saigal) - नुक्ताचीं है, ग़म-ए-दिल उसको सुनाये न बने

Nuktaachin Hai Gam E Dil Usako Sunaaye Na Bane (K L Saigal) - नुक्ताचीं है, ग़म-ए-दिल उसको सुनाये न बने

LYRICS:
nuktaachi hai, gam-e-dil usko sunaaye na bane kya bane baat jahaan baat banaaye na bane kya bane baat jahaan baat banaaye na bane mai bulata to hu usko magar ai jazbaa-e-dil mai bulata to hu usko magar ai jazbaa-e-dil us pe ban jaaye kuchh aisi us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane nuktaachi hai, gam-e-dil usko sunaaye bojh wo sar pe gira bojh wo sar se gira hai, ki uthaaye na uthe kaam wo aan pada hai ke banaaye na bane kaam wo aan pada hai ke banaaye na bane nuktaachi hai, gam-e-dil usko sunaaye ishq par zor nahi ishq par zor nahi hai ye vo aatish gaalib ke lagaaye na lage ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane nuktaachi hai, gam-e-dil usko sunaaye