Notyo Fot - मतलबी दुनिया बड़ी
LYRICS:
matlabi duniya badi hai fareebi log yahan
insaniyat kho gayi apno ki parwah kahan
matlabi duniya badi haifareebi log yahan
insaniyat kho gayi apno ki parwah kahan
na na na parchina sunnedo
na na na parchina sunnedo
notyo fot
raaste hain kahin laapta mel na milegi mujhe
hua aisa aasra so raha ankhon mein aasmaa
meri saanson mein hai
anjaani roothi huyi dastaan
manzil nahi dhoondhli sahi
rukna abhi mumkin nahi
baaki hai aag dil mein kahin
na na na parchina sunnedo
na na na parchina sunnedo
notyo fot