SONG: Nirdhan Ki Dasha - निर्धन की दशा

Nirdhan Ki Dasha - निर्धन की दशा

LYRICS:
maya ko maya mile kar kar lambe hath tulsi das garib ki koi na puche bat nirdhan ki dasha dekh ho nirdhan ki dasha dekh dhanwano ke bhagwan nirdhan ki dasha dekh ho nirdhan ki dasha dekh jina to raha jina jina to rah jina nahi marna bhi aasan nirdhan ki dasha dekh ho nirdhan ki dasha dekh naiya hai kinare pe kinara nahi milta kinara nahi milta nirdhan ko to aasnu bhi udhara nahi milta udhara nahi milta jab tera hi nirbal ko shara nahi milta fir inpe daya kaise karega koi insan o dhanwano ke bhagwan o dhanwano ke bhagwan nirdhan ki dasha dekh ho nirdhan ki dasha dekh le dekh ye majdur chita ko hai taraste nirdhan ke liye band hai marne ke bhi raste nirdhan ke liye band hai marne ke bhi raste haktu hai chita jalti hai chita man me magar naina barste anjan nahi fir bhi banta hai tu anjan o dhanwano ke bhagwan o dhanwano ke bhagwan nirdhan ki dasha dekh