SONG: Nindiya Sang Sapne Aaye - निंदिया संग सपने आये

Nindiya Sang Sapne Aaye - निंदिया संग सपने आये

LYRICS:
nindiya sang sapne aaye tujhe par hua kya sajna nind bhi na dekhe sapna nindiya sang sapne aaye tujhe par hua kya sajna nind bhi na dekhe sapna nindiya sang sapne aaye jhuth bilkul jhuth chanda ki tere chehre pe chamak hai taro ki aankho mein jhalak hai sach hai na bolo tum mere sajna nindiya sang sapne aaye tujhe par hua kya sajna nind bhi na dekhe sapna achcha kya sapna hai btaau sapno mein tere sapne nile rang hai sapno mein tere sapne nile rang hai khushi ki umang mein ham tum sang hai sajna sach hai na bolo tum mere sajana mera bhi ek sapna hai achcha jara sune tu kante mere raaho ke hataye tu kante mere raaho ke hataye mera aanchal aandhiyo se tujh bachaye yahi to hai mera sapna mere sajna nindiya sang sapne aaye tujhe par hua kya sajna nind bhi na dekhe sapna nindiya sang sapne aaye