Nindiya Na Aaye Tum Bin Piya, Tum Bin Mohe Birha - निंदिया ना आये तुम बिन पिया, तुम बिन मोहे बिरहा
LYRICS:
sun o bedardi sun more dukhiya jiya ki dhun
bedardi more tarse naina mere naina aaye
nindiya na aaye tum bin tum piya
nindiya na aaye tum bin tum piya
tum bin mohe birha sataye
tum bin mohe birha sataye
nindiya na aaye tum bin tum piya
nindiya na aaye
jo bhi naina jal barsaye
jo bhi naina jal barsaye
tore bina chal na paye
tore bina chal na paye
tu kyu chalne na paye
nindiya na aaye tum bin tum bin piya
nindiya na aaye
kon na aisi aag se bhaage
kon na aisi aag se bhaage
bujhne par jo aur jala de
bujhne par jo aur jala de
lage aur jalaye jalaye jalaye
nindiya na aaye tum bin tum piya
nindiya na aaye tum bin tum piya
tum bin mohe birha sataye
tum bin mohe birha sataye
nindiya na aaye tum bin tum piya
nindiya na aaye