SONG: Nil Gagan Ki Chaanv Men - नील गगन की छाँव में

Nil Gagan Ki Chaanv Men - नील गगन की छाँव में

LYRICS:
nil gagan ki chaanv me din rain gale se milte hai dil pachhi ban ud jaata hai ham khoye-khoye rahte hai nil gagan ki chaanv me din rain gale se milte hai dil pachhi ban ud jaata hai ham khoye-khoye rahte hai jab phul koi muskaata hai pritam ki sungadh aa jaati hai nas-nas me bhanwar sa chalta hai madhumas jalan kalpati hai yaado ki nadi phir aati hai, har mauj me hum to bahte hai dil pachhi ban uad jaata hai ham khoye-khoye rahte hai nil gagan ki chaanv me din rain gale se milte hai dil pachhi ban ud jaata hai ham khoye-khoye rahte hai kahata hai samay ka ujiyaara ik chandra bhi aane waala hai in jot ki pyaasi akhiyan ko akhikhiyo se pilaane waala hai jab paat hawaa me jharate hai ham chaunk ke raahe takte hai dil pachhi ban ud jaata hai ham khoye-khoye rahte hai nil gagan ki chaanv me din rain gale se milte hai dil pachhi ban ud jaata hai ham khoye-khoye rahte hai