SONG: Nikle The Kaha Jane Ke Liye - निकले थे कहा जाने के लिये

Nikle The Kaha Jane Ke Liye - निकले थे कहा जाने के लिये

LYRICS:
nikle the kaha jane ke liye, pahunche hai kaha malum nahi pahunche hai kaha malum nahi ab apne bhatakte kadmo ko, manzil ka nisha malum nahi manjil ka nisha malum nahi humne bhi kabhi ho humne bhi kabhi iss gulshan me ek khwab-ae-bahara dekha tha, ek khwab-ae-bahara dekha tha kab phul jhade kab phul jhade, kab gard udi kab aayi khija malum nahi, kab aayi khija malum nahi ab apne bhatakte kadmo ko, manzil ka nisha malum nahi manzil ka nisha malum nahi dil shola-ae-gam se ho dil shola-ae-gam se khak huwa ya aag lagi armaano me, ya aag lagi armaano me kya chiz jali kya chiz jali kyun seene se utha hai dhua malum nahi, utha hai dhua malum nahi ab apne bhatakte kadmo ko, manzil ka nisha malum nahi manzil ka nisha malum nahi barbaad wafa ho barbaad wafa ka afasana hum kisse kahe aur kaise kahe, hum kisse kahe aur kaise kahe khamosh hai lab khamosh hai lab aur duniya ko ashko ki juba malum nahi, ashko ki juba malum nahi nikle the kaha jane ke liye, pahunche hai kaha malum nahi pahunche hai kaha malum nahi ab apne bhatakte kadmo ko, manzil ka nisha malum nahi manjil ka nisha malum nahi