SONG: Nikla Saiyaa Chalbaz Re - निकला सईयाँ चालबाज़ रे

Nikla Saiyaa Chalbaz Re - निकला सईयाँ चालबाज़ रे

LYRICS:
nikla sayiya chalbaaz re de ke daga wo to chala gaya chala gaya de ke daga wo to chala gaya nikla sayiya chalbaaz re de ke daga wo to chala gaya chala gaya de ke daga wo to chala gaya teri raho me ham bhi khade hain teri raho me ham bhi khade hain ek nazar dekh le jane wale koi bhala kaise dil ko sambhale dil ko sambhale kaise o jane wale ho katil hain ye andaz re hay ram nikla sayiya chalbaaz re deke daga wo to chala gaya chala gaya deke daga wo to chala gaya tune churai meri ankho se nindiya tune churai meri ankho se nindiya chian kaha ho gayi main diwani hoke magan nache meri jawani ye jawani hui hui dekho diwani ho dil tujh par hain naaj re hay raam nikla sayiya chalbaaz re deke daga wo to chala gaya chala gaya deke daga wo to chala gaya kaise bedrdi se ankhiya ladi hain kaise bedrdi se ankhiya ladi hain o ji balam tujhko kaise manaye aaja baalam le lu teri balaye teri balaye leke tujhko manaye ho sun le chahat ka raaj re hay raam nikla sayiya chalbaaz re deke daga wo to chala gaya chala gaya deke daga wo to chala gaya