SONG: Nigaho Se Jab Teer Tune Nikala - निगाहो से जब तीर तूने निकाला

Nigaho Se Jab Teer Tune Nikala - निगाहो से जब तीर तूने निकाला

LYRICS:
nigaho se jab teer tu ne nikala zamaana ye bola arey maar daala are maar dala aji maar dala haye maar dala nigaho se jab teer tu ne nikala zamaana ye bola are maar daala are maar dala aji maar dala haye maar dala din aankho se peene pilane ke aaye din aankho se peene pilane ke aaye peene pilane ke aaye najar bahki bhaki kadam dagmagaaye kadam dagmagaaye ada se jo aanchal ko tune sambhala zamaana ye bola are maar daala arey maar dala aji maar dala haye maar dala chaman hai diwane bhaare diwani salaamat rahe teri qatil jawani wo teri qatil jawani jo masti ka dekha chalkata pyala zamaana ye bola are maar daala are maar dala aji maar dala haye maar dala kabhi muskurana kabhi ruth jana kabhi ruth jana ajab bhola bhala ye tera nishana ye tera nishana kiya tune jadoo jo sabse nirala zamaana ye bola are maar daala are maar dala aji maar dala haye maar dala