SONG: Nigaho Me Tum Ho Khayalo Me Tum Ho - निगाहों में तुम हो ख्यालों में तुम हो

Nigaho Me Tum Ho Khayalo Me Tum Ho - निगाहों में तुम हो ख्यालों में तुम हो

LYRICS:
nigaho me tum ho nigaho me tum ho khyalo me tum ho nigaho me tum ho khyalo me tum ho jidhar dekhti hu najar aa rahe ho mere dil ki dhadkan ye batla rahi hai khushi ki baharo ko tum la rahe hai nigaho me tum ho jaha tum gaye ho akele nahi ho jaha tum gaye ho akele nahi ho tumhare hi sang mera dil bhi gaya hai mere darde dil ki tumhi to dawa ho meri hasrato par tumhi cha rahe ho nigaho me tum ho kuch aisi ada se teri yad aayi kuch aisi ada se teri yad aayi kadam dagmagaye najar muskurayi hamari dil ko maine pucha bade pyar se tum chale aa rahe ho nigaho me tum ho