SONG: Nigaho Me Mohabbat Ka - निगाहों में मोहब्बत का

Nigaho Me Mohabbat Ka - निगाहों में मोहब्बत का

LYRICS:
nigaaho me mohabbat ka jawaa paigaam le aaye bhari mahfil me najaro ka nasheela jaam le aaye chanchal adaaye machalti hui aage aa kaatil ye baahe chamkti hui bijaliya julfe udaau to ghataao ke bhi rang ude palke uthaau to sitaare saare tut pade ho ye aanchal gulaabi mera ye sama sharaabi sharaabi hua chha gaya nasha nigaaho me mohabbat ka jawaa paigaam le aaye bhari mahfil me najaro ka nasheela jaam le aaye bahaki hawaao se chhalke hai wo mastiya chhane lagi dono aalam pe madhoshiya phir ye bahaar ye khumaar ye karaar kaha chalti hai aisi bhi hawaye baar baar kaha ho o o mai chali machlke yu haule haule jhumke ye saare deewaane bole aa gaya maja nigaaho me mohabbat ka jawaa paigaam le aaye bhari mahfil me najaro ka nasheela jaam le aaye