SONG: Nigaho Ko Tere Jalwe Ki Aas Rahti Hai - निगाहो को तेरे जलवे की आस रहती है

Nigaho Ko Tere Jalwe Ki Aas Rahti Hai - निगाहो को तेरे जलवे की आस रहती है

LYRICS:
nigaho ko tere jalve ki aas rahti hai ha tere bagair tabiyat udas rahti hai ab aa bhi ja ja ki tera, intjar kab se hai ab aa bhi ja ki tera, intjar kab se hai ab aa bhi ja ki tera, intjar kab se hai tere liye mera dil bekrar kab se hai tere liye mera dil bekrar kab se hai ab aa bhi ja aa bhi ja aaye the isi sahar me, hum naaj uthane ke liye kya khabar hum yaha tarsenge pani ke liye berukhi are berukhi teri garibo ki khaza ban jayegi sahar ki jo bhi gali hai kar bala ban jayegi ki dhun me ki dhun me har ek dindaar kab se hai ki dhun me har ek dindaar kab se hai ab aa bhi ja ja ke tera, intjar kab se hai tere liye mera dil bekrar kab se hai ab aa bhi ja aa bhi ja kitne dil bekal is ruthi huyi kal ke liye kis kadar damyantiya baithi hai ek nal ke liye luta luta sa sabhi ka singar kab se hai luta luta sa sabhi ka singar kab se hai ab aa bhi ja ki tera, intjar kab se hai tere liye mera dil bekrar kab se hai ab aa bhi ja aa bhi ja tu jo aa jaye to jalvo ko nikharna aa jaye tu jo aa jaye to haaye reshami julfo ko bal kha ke bikhrana aa jaye reshami julfo ko najnino ki nigaaho me lachak aa jaye ishq ke nek irado me chamak aa jaye mohabbato ka mohabbato ka jaha sau gavar kab se hai ab aa bhi ja ki tera, intjar kab se hai ab aa bhi ja ki tera, intjar kab se hai tere liye mera dil bekraar kab se hai ab aa bhi ja aa bhi ja do kadam chalta nahi tu hum fakiro ke liye satavi manjil pe chadta hai amiro ke liye unke kutte bhi nahate hai nirali shaan se aur yaha pine ka pani dur hai insaan se dhani ki jeet haye dhani ki jeet garibo ki haar kab se hai dhani ki jeet garibo ki haar kab se hai ab aa bhi ja ki tera, intjar kab se hai tere liye mera dil bekrar kab se hai ab aa bhi ja aa bhi ja raham kar jalim humari naukari par raham kar khud se jo milti nahi us naukari par raham kar ishq per karta nahi to husn hi par raham kar hindu muslim sikh isai kisi par raham kar raham kar raham kar, raham kar raham kar lagi huyi yaha, lagi huyi yaha sabki katar kab se hai lagi huyi yaha sabki katar kab se hai ab aa bhi ja ki tera, intjar kab se hai ab aa bhi ja aa bhi ja are are nahi aayega chalo chalo