SONG: Nigaho Ki Jadugari Adaao Ki Ye Dilbari - निगाहों की जादूगरी अदाओ की ये दिलबरी

Nigaho Ki Jadugari Adaao Ki Ye Dilbari - निगाहों की जादूगरी अदाओ की ये दिलबरी

LYRICS:
nigaho ki jadugiri adao ki ye dilbari yuhi nahi khuda ki kasam koi to hai mera bhi sanam nigaho ki jadugiri bahke kadam hai mere to bin piye arma hai mere ke jalte diye bahke kadam hai mere to bin piye arma hai mere ke jalte diye kahti hai dhadkan ke aayega wo tadpu hamesha me jiske liye nigaho ki jadugiri adao ki ye dilbari yuhi nahi khuda ki kasam koi to hai mera bhi sanam nigaho ki jadugiri koi to jaha me diwana hai mera kisi ke to lab pe fasana hai mera koi to jaha me diwana hai mera kisi ke to lab pe fasana hai mera mane na mane jamane ki khushi kisi ke to dil me thikana hai mera nigaho ki jadugiri adao ki ye dilbari yuhi nahi khuda ki kasam koi to hai mera bhi sanam nigaho ki jadugiri