SONG: Nigahein Ruk Gayin Haye Kahan Par, Kaise Baje Dil Ka Sitar - निगाहें रुक गईं हाय कहाँ पर, कैसे बाजे दिल का सितार

Nigahein Ruk Gayin Haye Kahan Par, Kaise Baje Dil Ka Sitar - निगाहें रुक गईं हाय कहाँ पर, कैसे बाजे दिल का सितार

LYRICS:
nigaahe ruk gayin haay kahan par tadap kar rah gaya nagama zuban par dhuwaan sa uth raha hai aasaman par giri bijali kisi ke aashiyan par kaise baje dil ka sitar theins lagi tut gaye tar bita huwa jiwan ka pyar hay koyi aaj gaya har dil kahin aawaz kahin nagama kahin saz kahin dil kahin aawaz kahin nagama kahin saz kahin dekh ye ghabaraayi nazar dekh ye ghabaraayi nazar khol na de raz kahin khol na de raaz kahin o aaj kahe dil bar-bar naiya meri kaise lage paar dil me chhupaye huye gam kaise rahun rah na sakun tut pade mujh pe sitam aur main kuchh kah na sakun dil me chhupaye huye gam kaise rahun rah na sakun tut pade mujh pe sitam aur main kuchh kah na sakun o git me hai dil ki pukar gaye ja tu saajan ke dwar