SONG: Nigahe Mili Aur Tum Muskuraye - निगाहें मिली और तुम मुस्कुराए

Nigahe Mili Aur Tum Muskuraye - निगाहें मिली और तुम मुस्कुराए

LYRICS:
nigahe mili aur tum muskuraye mohabbat hansi aur hum dagmagaye nigahe mili aur tum muskuraye mohabbat hansi aur hum dagmagaye ji samjho na samjho nazar ke ishare nazar kah rahi hai ke hum hai tumhare ji samjho na samjho nazar ke ishare nazar kah rahi hai ke hum hai tumhare kaha ja rahe ho ji dil ko chhupaye kaha ja rahe ho ji dil ko chhupaye mohabbat hansi aur hum dagmagaye nigahe mili aur tum muskuraye mohabbat hansi aur hum dagmagaye mai kaise chhupau lagan pyari pyari agan mithi mithi chuban pyari pyari mai kaise chhupau lagan pyari pyari agan mithi mithi chuban pyari pyari tadapti hu mai aarzue chhupaye tadapti hu mai aarzue chhupaye mohabbat hansi aur hum dagmagaye nigahe mili aur tum muskuraye mohabbat hansi aur hum dagmagaye ye kaisi lagan hai ye kya bekali hai ari o jawani kaha le chali hai ye kaisi lagan hai ye kya bekali hai ari o jawani kaha le chali hai kisi tarha tu mere bas me to aaye mohabbat hansi aur hum dagmagaye nigahe mili aur tum muskuraye mohabbat hansi aur hum dagmagaye