SONG: Nigahe Kyo Bhatakti Hai, Kadam Kyo Dagmagate Hai - निगाहे क्यूँ भटकती है कदम क्यूँ डगमगाते है

Nigahe Kyo Bhatakti Hai, Kadam Kyo Dagmagate Hai - निगाहे क्यूँ भटकती है कदम क्यूँ डगमगाते है

LYRICS:
nigahe kyun bhatakti hai kadam kyun dagmagate hai nigahe kyun bhatakti hai kadam kyun dagmagate hai hami tak hai har ek manzil chale aao chale aao, chale aao chale aao nigahe kyun bhatakti hai tumhe har mod par ek yaad aaina dikhayegi khayalo me hamari hi koi tasveer payegi bhulana hai bahot mushkil chale aao chale aao, chale aao chale aao nigahe kyun bhatakti hai ye kaisa dard hai aankho me kaisi sogwari hai junu ho jayega ek din yahi jo bekarari hai ha ye chahat hai badi kaatil chale aao chale aao, chale aao chale aao nigahe kyun bhatakti hai kadam kyun dagmagate hai hami tak hai har ek manzil chale aao chale aao, chale aao chale aao nigahe kyun bhatakti hai