SONG: Ni Mai Kehndi Reh Gaya - नि मैं कहन्दी रह गया

Ni Mai Kehndi Reh Gaya - नि मैं कहन्दी रह गया

LYRICS:
ni main kahndi rah gayi haye main kahndi rah gayi na na dhola na wo aake khawab mein wo aake khawab mein din ki kali khilane lage dilo ki ujadi hui bastuya basaane lage najar utha ke jo dekha to muskurane lage hati jo pichhe to aage kadam badhane lage hati jo pichhe to aage kadam badhane lage ni main kahndi rah gayi haye main kahndi rah gayi na na dhola na sabha mein baith ke kahne lage ki marte hai tumhare sar ki kasam tum se pyar karte hai tum se pyar karte hai pasine sharm ke sunte hi mujhko aane lage uthi to hath pakad kar uthi to hath pakad kar mujhe baithane lage uthi to hath pakad kar mujhe baithane lage ni main kahndi rah gayi haye main kahndi rah gayi na na dhola na hans de hans de bedardi ne phad li baah hans de hans de bedardi ne phad li baah ni main kahndi rah gayi haye main kahndi rah gayi na na dhola na