SONG: Neele Se Dupatte Pe Peeli Peeli Dhariyaa - नीले से दुपट्टे पे हैं पीली पीली धारिया

Neele Se Dupatte Pe Peeli Peeli Dhariyaa - नीले से दुपट्टे पे हैं पीली पीली धारिया

LYRICS:
nile se dupatte pe hai pili pili dhariya nile se dupatte pe hai pili pili dhariya pili pili dhariya nile se dupatte pe hai pili pili dhariya dekh rahi rah tera ankhiya bichariya aaja more balma aaja aaja more balma nile se dupatte pe hai pili pili dhariya samne jo hote samne jo hote to mai tan man varti samne jo hote to mai tan man varti kaali kaali rato me bhi tumhi ko pukarti kaali kaali rato me bhi tumhi ko pukarti haye tujhi ko pukarti nile se dupatte pe nile se dupatte pe hai pili pili dhariya aaja more balma aaja aaja more balma nile se dupatte pe hai pili pili dhariya dil me hai yaad teri hath me gilas hai dil me hai yaad teri hath me gilas hai aaja more balma ke jiya hai udas re aaja more balma ke jiya hai udas re haye jiya hai udas re nile se dupatte pe nile se dupatte pe hai pili pili dhariya dekh rahi rah tera ankhiya bichariya aaja more balma aaja aaja more balma nile se dupatte pe hai pili pili dhariya