SONG: Neele Neele Gagan Tale

Neele Neele Gagan Tale

LYRICS:
hee neele neele gagan tale sanan sanan pawan chale janan janan jhajar bole hole hole amrit ghole manva dole rain gyi sukh ko prabhat aayo re dama dam dhol baje chhama chham gori nache chhama chham chhum chhama chham chhum chhum chhum hua patjhad ka aant chhaya ban ban vasant aao hilmil naya geet gayo re aaj jungle mai mangal manao re oh aaj jungle mai mangal manao re aadhiyare ki vela tali hai, vela tali hai jyot kuttiya mai jagmag jali hai jagmag jali hai kahi baje mradang jhanj bansi aur chang kahi baje mradang jhanj bansi aur chang aao dharti pe dhum machao re aaj jungle mai mangal manao re oh aaj jungle mai mangal manao re aaye chnda suraj yaha khelne aaye yaha khelne do do phulwa khilaye is vel ne khilaye is vel ne vandevi ke bhagya ohhho vandevi ke bhagya dekho ude hai jaag ohho vandevi ke bhagya dekho ude hai jaag heere moti se palna sajao re heere moti se palna sajao re aaj jungle mai mangal manao re hua patjhad ka aant chhaya ban ban vasant aao hilmil naya geet gayo re aaj jungle mai mangal manao re aaj jungle mai mangal manao re