SONG: Nazre Mila Ke Aapne Ahsan Kar Diye - नज़रे मिला के आपने एहसान कर दिया

Nazre Mila Ke Aapne Ahsan Kar Diye - नज़रे मिला के आपने एहसान कर दिया

LYRICS:
nazre mila ke aapne ehsan kar diya nazre mila ke aapne ehsan kar diya phir se hamare jeene ka saman kar diya milke hame huzur se mahsus ye hua milke hame huzur se mahsus ye hua duniya me aur kuch bhi nahi pyar ke siwa sab kuch wafa ke naam pe kurban kar diya nazre milake aapne ehsan kar diya bechain thi hamari nazar aapke begair bechain thi hamari nazar aapke begair mushkil tha zindagi ka safar aapke begair baho me leke aapne aasan kar diya nazre mila ke aapne ehsan kar diya phir se hamare jeene ka saman kar diya