SONG: Nazon Ke Pale, Kaanto Pe Chale - नाज़ों के पले, काँटों पे चले

Nazon Ke Pale, Kaanto Pe Chale - नाज़ों के पले, काँटों पे चले

LYRICS:
naazo ke pale naazo ke pale kanto pe chale aisa bhi jaha me hota hai taqadir ke zalim hatho se dil khun ke aansu rota hai naazo ke pale kanto pe chale aisa bhi jaha me hota hai taqadir ke zalim hatho se dil khun ke aansu rota hai naazo ke pale nit jin me chirag rahta tha, khak udati hai un haivano me makhmal pe na rakhte the jo kadam phirte hai vo registano me
naazo ke pale chalne ka sahara koi nahi, rukne ka thikana koi nahi is hal me kam aane vala apna begana koi nahi naazo ke pale dunia me kisi ko bhi apni, kismat ka likha malum nahi saman hai lakho barso ke, par kal ka pata malum nahi naazo ke pale naazo ke pale kanto pe chale aisa bhi jaha me hota hai taqadir ke zalim hatho se dil khun ke aansu rota hai