Nazdeekiyaan LyricsShaandaar
LYRICS:
Nazdeekiyaan
Lyrics Raaton ke jaage subah mile hain
Resham ke dhaage yeh silsile hain
Laazmi si lagne lagi hai Do dilon ki ab nazdeekiyaanhmm dikhti nahi par ho rahi hain mehsoos nazdeekiyan Do dil hi jaane lagti hain kitni mehfooz nazdeekiyan
Zariya hain ye aankhein zariya
Chhalakta hai jinse ek armaano ka dariya
Aadatein hain inki puraani
Ankahi si keh de kahaani
Parchaaiyaan do judne lagi hain
Dekho hawa mein udne lagi hain
Pankh jaisi lagne lagi hain Do dilon ki ab nazdeekiyan
Bhattacharya More Songs