SONG: Nazaro Se Nazar Ka Takrana - नज़रों से नज़र का टकराना

Nazaro Se Nazar Ka Takrana - नज़रों से नज़र का टकराना

LYRICS:
nazro se nazar ka takrana aankho me kisi ka muskana nazro se nazar ka takrana aankho me kisi ka muskana muska kar dil me utar aana ek mitha dard sa ban jana muska kar dil me utar aana ek mitha dard sa ban jana hay ban jana kya isko mohabbat kya isko mohabbat kahte hain kya iska naam mohabbat hai kya isko mohabbat kahte hain nazro se nazar jab takrai wo muskaye main sharmai nazro se nazar jab takrai wo muskaye main sharmai tasvir banane wale ki dil me tasvir utar aai tasvir banane wale ki dil me tasvir utar aai kya isko mohabbat kya isko mohabbat kahte hai kya iska naam mohabbat hai kya isko mohabbat kahte hai dekho unke zanzir bane masum ishare tir bane tasvir kisi ki kya lete hum dekh ke khud tasvir bane tasvir bane kya isko mohabbat kya isko mohabbat kahte hain kya iska naam mohabbat hai kya isko mohabbat kahte hain jab sab duniya so jati hai khamosh faja ho jati hai mujhe unka khayal aa jata hai mujhe unki yaad satati hai hay satati hai kya isko mohabbat kya isko mohabbat kahte hain kya iska naam mohabbat hai kya isko mohabbat kahte hain