SONG: Nazar Se Dur Jaanevaale Dil Se Dur Na Karna - नज़र से दूर जानेवाले दिल से दूर ना करना

Nazar Se Dur Jaanevaale Dil Se Dur Na Karna - नज़र से दूर जानेवाले दिल से दूर ना करना

LYRICS:
nazar se dur janevale dil se dur na karna meri aankho ko rone par kahi majbur na karna bahare phir bhi aayegi magar ham tum juda honge ghataye phir bhi chayegi magar ham tum juda honge bahare jahan chhup chhup ke ham milte jahan chhup chhup ke ham milte the sajan vo gali hamko isharo se bulayegi magar ham tum juda honge bahare phir bhi aayegi magar ham tum juda honge bahare sandesa pyar ka layegi savan ki javan rate pavan jhumegi gayegi magar ham tum juda honge bahare phir bhi ayegi magar ham tum juda honge bahare jahan chhup chhup ke ham milte the sajan vo gali hamko isharo se bulayegi magar ham tum juda honge bahare phir bhi ayegi magar ham tum juda honge bahare