SONG: Nazar Ne Aisa Mara - नज़र ने ऐसा मारा

Nazar Ne Aisa Mara - नज़र ने ऐसा मारा

LYRICS:
najar ne aisa mara, jigar hain para para magar fir bhi are jaalim tera hi naam lete hain jamane bhar ke jhuthe, lagi dil ki na chhute kabhi najre jo milti hai, kaleja tham leten hain najar ne aisa mara tujhpe bharosa kiya, tu hi daga de gaya tujhpe bharosa kiya, tu hi daga de gaya pyar ke kasur ki ye kaisi saza de gaya gaye ham kaam se, fir badnaam se tere liye kya kya iljaam lete hain najar ne aisa mara, jigar hain para para magar fir bhi are jaalim tera hi naam lete hain najar ne aisa mara dil ka na sauda karo, ye to anmol hain dil ka na sauda karo, ye to anmol hain puchho dilwalo se hi, iska jo mol hain ek mithe bol pe, ankhiyo ke taul ke dene waale dil ko bedam dete hain najar ne aisa mara, jigar hain para para magar fir bhi are jaalim tera hi naam lete hain najar ne aisa mara jaane kya adaye liye, taaro bhari raat thi jaane kya adaye liye, taaro bhari raat thi hame tera hon pada koi aise bat thi jabse ye pyaar hain, dil bekraar hain ghadi ghadi aaho se kaam lete hain najar ne aisa mara, jigar hain para para magar fir bhi are jaalim tera hi naam lete hain jamane bhar ke jhuthe, lagi dil ki na chhute kabhi najre jo milti hai, kaleja tham lete hain najar ne aisa mara