SONG: Nazar Nawaz Nazaro Me Kho Gaya Hu Main - नज़र नवाज़ नज़ारों मे खो गया हूँ मैं

Nazar Nawaz Nazaro Me Kho Gaya Hu Main - नज़र नवाज़ नज़ारों मे खो गया हूँ मैं

LYRICS:
nazar nawaz nazaro me kho gaya hu mai inhi hasin baharo me kho gaya hu mai nazar nawaz nazaro me kho gaya hu mai har ek phul mahakta hua sharara hai har ek jarra chamakta hua sitara hai inhi jami ke sitaro me kho gaya hu mai nazar nawaz nazaro me kho gaya hu mai kabhi hawa ne lagi or bhi laga di hai kabhi ghata ne tadap kar mujhe sada di hai kabhi nadi ki pitkaro me kho gaya hu mai nazar nawaz nazaro me kho gaya hu mai har ek chiz me aae husn tujhko dhunda hai tujhi ko pyar kiya hai tujhi ko pooja hai teri rahgujar me kho gaya hu mai nazar nawaz nazaro me kho gaya hu mai