SONG: Nazar Ko Milana Mila Kar Jhukana - नजर को मिलाना मिला कर झुकाना

Nazar Ko Milana Mila Kar Jhukana - नजर को मिलाना मिला कर झुकाना

LYRICS:
nazar ko milana nazar ko milana mila kar jhukana yahi hai mohabbat ki pahli nishani yahi hai mohabbat ki pahli nishani main chahu chhupana na sujhe bahana main chahu chhupana na sujhe bahana yahi hai mohabbat ki pahli nishani yahi hai mohabbat ki pahli nishani nazar ko milana mila kar jhukana jhuki jhuki aankh mein khumar aa gaya bekrar jindagi mein pyar aa gaya jhuki jhuki aankh mein khumar aa gaya bekrar jindagi mein pyar aa gaya pyar sath leke intjaar aa gaya intjaar aa gaya ke dil ka fasana ke dil ka fasana najar se sunana yahi hai mohabbat ki pahli nishani yahi hai mohabbat ki pahli nishani nazar ko milana mila kar jhukana wo mile nigah se nigah mil gayi mere dil ko ek nayi raah mil gayi wo mile nigah se nigah mil gayi mere dil ko ek nayi raah mil gayi janeman tujhe kisi ki chah mil gayi kisi ki chah mil gayi kabhi muskurana kabhi muskurana kabhi jhep jana yahi hai mohabbat ki pahli nishani yahi hai mohabbat ki pahli nishani nazar ko milana mila kar jhukana