SONG: Nazar Katil Jawan Surat Are Baanki Ada Wale - नज़र कातिल जवां सूरत अरे बाँकी अदा वाले

Nazar Katil Jawan Surat Are Baanki Ada Wale - नज़र कातिल जवां सूरत अरे बाँकी अदा वाले

LYRICS:
nazar katil jawa surat are baanki ada wale tere hum kaun hote hai ye jadu humpe kyo dale are banki ada wale tere hum kaun hote hai ye jadu hampe kyo dale tere hum kaun hote hai badi najuk kalai hai ise tum mod mat dena ha ise tum mod mat dena agar thama jo tumne hath to fir chhod mat dena jafafar bhi wafa karte hai duniya me wafa wale are banki ada wale tere hum kaun hote hai ye jadu humpe kyo dale tere hum kaun hote hai bhot dekhe hai yu ashiq bhot dekhe hai diwane ha bhot dekhe hai diwanenikalte hai sabhi bhavre magar bante hai parwane jala kar shamma ko tu chhod mat jana o dilwaale jala kar shamma ko tu chhod mat jana o dilwaale are banki ada wale tere hum kaun hote hai ye jadu humpe kyo dale tere hum kaun hote hai