SONG: Nazar Ka Mil Ke Jhuk Jana - नज़र का मिलके झुक जाना

Nazar Ka Mil Ke Jhuk Jana - नज़र का मिलके झुक जाना

LYRICS:
aap aa gaye hai or bhi kareeb mere mujhe mubarak de ab to naseeb mere nazar ka milke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai mere hontho pe ab ye dastan puraani hai puraani hai nazar ka milke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai chupaane se nahi chupta kabhi ye raaz ulfat ka chupaane se nahi chupta kabhi ye raaz ulfat ka kabhi ye raaz ulfat ka kahi jaaye jo aankho se mohabbat wo kahani hai kahani hai nazar ka milke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai sath me to hai ek tasveer magar ab fat bhi jaayegi sath me to hai ek tasveer magar ab fat bhi jaayegi ab fat bhi jaayegi jo tere sath fat jaaye meri wo jindgaani hai jindgaani hai nazar ka milke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai mere hontho pe ab ye dastan puraani hai puraani hai nazar ka milke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai