SONG: Nazar Ka Jhuk Jana Juba Ka Ruk Jana Issi Ko Meri Jaan Mohabbat Kahte Hai - नज़र का झुक जाना जुबा का रुक जाना इसी को मेरी जान मोहब्बत कहते है

Nazar Ka Jhuk Jana Juba Ka Ruk Jana Issi Ko Meri Jaan Mohabbat Kahte Hai - नज़र का झुक जाना जुबा का रुक जाना इसी को मेरी जान मोहब्बत कहते है

LYRICS:
nazar ka jhuk jana juba ka ruk jana isi ko meri ja mohabbat kahte hai nazar ka jhuk jana juba ka ruk jana isi ko meri ja mohabbat kahte hai badi hai rangin fizaye dekho tarana gao ji diwana kahta hai sabhi dilwale hue matwale bhare aayi hai jamana kahta hai baharo ko isharo ko samjhalo ji nazar ka jhuk jana juba ka ruk jana isi ko meri ja mohabbat kahte hai ye kali julfe agar bikhra du falak me awara ghataye ruk jaye najar ki sokhi agar dikhladu ghata ke daman me sitare chhup jaye sitaro ko isharo ko samjh lo ji nazar ka jhuk jana juba ka ruk jana isi ko meri ja mohabbat kahte hai nashili rate najar se bate kisi se milne ke bahane bante hai udhar khamoshi idhar madhoshi aankho aankho me fasane bante hai isharo ko isharo ko samjh lo ji nazar ka jhuk jana juba ka ruk jana isi ko meri ja mohabbat kahte hai