SONG: Nayi Nayi Aankhen Ho To Har Manjar Achha Lagta Hai - नयी नयी आँखें हों तो हर मंज़र अच्छा लगता है

Nayi Nayi Aankhen Ho To Har Manjar Achha Lagta Hai - नयी नयी आँखें हों तो हर मंज़र अच्छा लगता है

LYRICS:
nayi nayi aankhe ho to har manjar achha lagta hai nayi nayi aankhe ho to har manjar achha lagta hai kuchh din shehar mein ghume kuchh din shehar mein ghume lekin ab ghar achha lagata hai nayi nayi aankhen ho to har manjar achha lagta hai milne julne walo mein to sabhi apne jaise hai milne julne walo mein to sabhi apne jaise hai jisse ab tak mile nahi wo aksar achha lagta hai jisse ab tak mile nahi wo aksar achha lagta hai kuchh din shehar mein ghume lekin ab ghar achha lagta hai nayi nayi aankhe ho to har manjar achha lagta hai mere aangan mein aaye ya tere sar par chot kage mere aangan mein aaye ya tere sar par chot kage mere aangan mein aaye ya tere sar par chot kage sannato mein bolane wala pathhar achha lagta hai sannato mein bolane wala pathhar achha lagta hai kuchh din shehar mein ghume lekin ab ghar achha lagata hai nayi nayi aankhe ho to har manjar achha lagta hai hamne bhi sokar dekha hai naye purane sheharo mein hamne bhi sokar dekha hai naye purane sheharo mein jaisa bhi hai apne ghar kaa bistar achha lagta hai jaisa bhi hai apne ghar kaa bistar achha lagta hai kuchh din shehar mein ghume kuchh din shehar mein ghume lekin ab ghar achha lagata hai nayi nayi aankhen ho to har manjar achha lagata hai