SONG: Nayi Naveli Chali Akeli Maalaniya Albeli - नई नवेली चली अकेली

Nayi Naveli Chali Akeli Maalaniya Albeli - नई नवेली चली अकेली

LYRICS:
nayi naveli chali akeli malaniya albeli malaniya albeli nayi naveli chali akeli malaniya albeli malaniya albeli najuk najuk kaliya chunati dal dal se phul binati najuk najuk kaliya chunati dal dal se phul binati ui nigoda kanta chubha to phulo ki mitti le li kanto ka kya dosh phul hath ki usne chutaki le li chhodo ji hoti hai humko deri o ji wo shano wali tirachi kamano wali naino ke baano wali khilati phulo ki dali kaha chali hum phul haat ko jate hai kya becho ho kuch loge tum han chameli juhi malati phul gulab gulnar maulsati ki mala bechu hoskhoj ka har nahi chahiye juhi chameli na hi phul gulab hume chahiye ras ke pyale gale bahiyo ke haar tum ho rash ke gahak rashiya apni ko ke yar phulan ki bagiya hai ye hai nah rup bajar jao jao aji lao lao kya phul chameli malaniya albeli malaniya albeli