SONG: Naya Saal Aaye, Tamase Dikhaye - नया साल आये, तमाशे दिखाये

Naya Saal Aaye, Tamase Dikhaye - नया साल आये, तमाशे दिखाये

LYRICS:
naya saal aaye tamashe dikhaye kisi ko hasaye kisi ko rulaye naya saal aaye tamashe dikhaye kisi ko hasaye kisi ko rulaye naya saal aaye jaha hai ujala wahi hai andhera mukaddar pe kabu na mera na tera jaha hai ujala wahi hai andhera mukaddar pe kabu na mera na tera ye jiwan paheli samjh me na aaye na aaye na aaye naya saal aaye tamashe dikhaye kisi ko hasaye kisi ko rulaye naya saal aaye mohabbat mukaddar badalti rahi hai ye kashti to tufa me chalti rahi hai mohabbat mukaddar badalti rahi hai ye kashti to tufa me chalti rahi hai mohabbat andhero me rastha banaye banaye banaye naya saal aaye tamashe dikhaye kisi ko hasaye kisi ko rulaye naya saal aaye meri ja mohabbat se daulat badi hai ye dunia me jadu ki aisi chadi hai meri ja mohabbat se daulat badi hai ye dunia me jadu ki aisi chadi hai mohabbat kharide mukaddar banaye banaye banaye naya saal aaye tamashe dikhaye kisi ko hasaye kisi ko rulaye naya saal aaye tamashe dikhaye kisi ko hasaye kisi ko rulaye naya saal aaye