SONG: Nathaniyan Jo Dali Gajab Ho Gaya - नथनिया जो डाली गजब हो गया

Nathaniyan Jo Dali Gajab Ho Gaya - नथनिया जो डाली गजब हो गया

LYRICS:
humari gali ke hansi dekhte the, humari taraf wo nahi dekhta the humari gali ke hansi dekhte the, humari taraf wo nahi dekhta the achanak magar hume dekh kar kadam ruk gaye sanam jhuk gaye kiye sau salam diye sau payam tadapkar kahan o jane wafa tu mehboob hai bahut khoob hai, tu mehboob hai bahut khoob hai ye jane kya ho gaya kab ho gaya nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya nathaniya jo dali gajab ho gaya ha gajab ho gaya nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya ye kajal ki dhare na pata ye gajre ki phul chandan ki dhul ye bindiya ka roop ye chehre ki dhoop ye payal ki chham chham ye payal ki chham chham ye julfon ke kam ye damke hamare solah shringar kiya sab magar hua na asar kiya sab magar hua na asar agar aaj sab me besabab ho gaya ha besabab ho gaya, ha ha besabab ho gaya nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya nathaniya jo dali gajab ho gaya ha gajab ho gaya nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya fasane bane bahane bane khuda ki kasam hua kya sitam wahi bekadar mere husan par fida ho gaya, ye kya ho gaya fida ho gaya, ye kya ho gaya baras me kahi jo hota nahi baras me kahi jo hota nahi kapat ek pal me wo sab ho gaya wo sab ho gaya, ha ha wo sab ho gaya nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya nathaniya jo dali gajab ho gaya ha gajab ho gaya nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya