SONG: Nasib Insaan Ka Chahat Se Hi Sanwarta Hai, Hum Tumhe Chahte Hain Aise - नसीब इंसान का चाहत से ही सँवरता है

Nasib Insaan Ka Chahat Se Hi Sanwarta Hai, Hum Tumhe Chahte Hain Aise - नसीब इंसान का चाहत से ही सँवरता है

LYRICS:
nasib insan ka, nasib insan ka nasib insan ka chaahat se hi sawarta hai kya bura isme kisi par jo koyi marta hai ham tumhe chahte hai aise ham tumhe chahte hai aise marne waala koyi marne waala koyi zindagi chahta ho jaise ham tumhe chahte hai aise ruth jaao agar tum to kya ho ruth jaao agar tum to kya ho pal me aise lage pal me aise lage jism se jaan jaise juda ho ham tumhe chahte hai aise marne waala koyi marne waala koyi zindagi chahta ho jaise ham tumhe chahte hai aise zara puchho to mera iraada zara puchho to mera iraada mujhe kisse hai pyaar mere dil ka hai kaun shahzada zara puchho to mera iraada mere khaabo me jo saj raha hai mere khaabo me jo saj raha hai wo khuda to nahi par zamane me sabse juda hai mere khaabo me jo saj raha hai zindagi bin tumhaare adhuri zindagi bin tumhaare adhuri tumko paa lu agar tumko paa lu agar har kami meri ho jaaye puri zindagi bin tumhaare adhuri le chalenge tumhe ham waha par le chalenge tumhe ham waha par tanhaayi sanam tanhaayi sanam shahnaayi ban jaaye jaha par ham tumhe chahte hai aise ham tumhe chahte hai aise marne waala koyi marne waala koyi zindagi chahta ho jaise ham tumhe chahte hai aise