SONG: Narazgi Ye Aap Ki Hame Jine Na Degi - नाराज़गी ये आप की हमे जीने नहीं देगी

Narazgi Ye Aap Ki Hame Jine Na Degi - नाराज़गी ये आप की हमे जीने नहीं देगी

LYRICS:
narazgi ye aap ki hume jine nahi degi chodiye ye adaye aur hume pyar kijiye narazgi ye aap ki hume jine nahi degi chodiye ye adaye aur hume pyar kijiye apno se berukhi ye achi nahi sanam apno se berukhi ye achi nahi sanam kaise yaki dilaye khaye kya kasam ye bedili to aapki ye bedili to aapki meri jan hi le legi chodiye ye adaye aur hume pyar kijiye tumne kaha jo pyar se lo maan gaye hum tumne kaha jo pyar se lo maan gaye hum jiwan ke humsafar ko pahchan gaye hum ab jindagi me khushiya ab jindagi me khushiya tumse hi bas milengi chodiye ye adaye aur hume pyar kijiye sapno me tere mere sapno ka rang hai mai daur hu teri tu meri patang hai jindadili se ishq ki jindadili se ishq ki ek pyas si jagi hai chodiye ye adaye aur hume pyar kijiye narazgi ye aap ki hume jine nahi degi chodiye ye adaye aur hume pyar kijiye