SONG: Narayan Ki Isi Murti Se Hoga Dharti Ka Uddhar - नारायण की इसी मूर्ति से होगा धरती का उद्धार

Narayan Ki Isi Murti Se Hoga Dharti Ka Uddhar - नारायण की इसी मूर्ति से होगा धरती का उद्धार

LYRICS:
narayan ki isi murti se hoga dharti ka udhar dasho disha me gunj uthegi govinda ki madhur pukar govinda ki madhur pukar govinda jai govinda govinda jai govinda shri devi chrjir puri me var lakshmi dengi vardan hoga dharti ka kalyan govinda jai govinda govinda jai govinda manghapur me mangal dayini padmavati se abhyam milega dur hategi ghta dukho ki jag mangl ka suman khilega govinda jai govinda govinda jai govinda puny murti vatula ko lakho kitna pawn prabhu se maan mila vasul mal bankar lahrati parm bhakti ka phul khila govinda jai govinda balaji ka darsan pakar punyvan honge sansari jayegi jag ki andhyari govinda jai govinda patito ko pawn kar dete jivan me dete sanman danv ko manv ka jivan dete balaji bhagwan suparbhat darshn var pake dhany hogya ye gawala yug yug tak ab iske kul ka hai balaji rakhvala ye hai tirupati yahi hai ish dharti ka savrag nirala balaji bhagwan yahi par denge jivan ka ujyala