SONG: Nanhi Nanhi Neeli Neeli - नन्ही नन्ही नीली नीली

Nanhi Nanhi Neeli Neeli - नन्ही नन्ही नीली नीली

LYRICS:
nanhi-nanhi neeli-neeli adhkhuli ankhiyo mein chandani ke rath pe sawar ho ke aa nindiya ki rani tu syani, anjani bani aa tu na ja, kahi aur na ja tu yaha ankhiyo ko sula to jara aa tu na ja, kahi aur na ja nindiya palko mein sama to jara ha, nanhi-nanhi neeli-neeli adhkhuli ankhiyo mein chandani ke rath pe sawar ho ke aa nindiya ki rani tu syani, anjani bani aa tu na ja, kahi aur na ja tu yaha ankhiyo ko sula to jara aa tu na ja, kahi aur na ja nindiya palko mein sama to jara pyari-pyari ankhiyo mein nindiya tu aa bhi ja bholi-bhali ankhiyo mein nindiya tu aa bhi ja pyari-pyari ankhiyo mein nindiya tu aa bhi ja bholi-bhali ankhiyo mein nindiya tu aa bhi ja kajarari ankhiyo mein nindiya tu aa bhi ja matwali ankhiyo mein nindiya tu aa bhi ja nindiya tu aa bhi ja ho, nanhi-nanhi neeli-neeli adhkhuli ankhiyo mein chandani ke rath pe sawar ho ke aa nindiya ki rani tu syani, anjani bani aa tu na ja, kahi aur na ja tu yaha ankhiyo ko sula to jara aa tu na ja, kahi aur na ja nindiya palko mein sama to jara raah bhuli tu kaha? nindiya tu ye bata kahe jage nain yaha? nindiya tu ye bata raah bhuli tu kaha? nindiya tu ye bata kahe jage nain yaha? nindiya tu ye bata kaun mila tujhe waha? nindiya tu ye bata aayega tu kab yaha? nindiya tu ye bata nindiya tu ye bata ho, nanhi-nanhi neeli-neeli adhkhuli ankhiyo mein chandani ke rath pe sawar ho ke aa nindiya ki rani tu syani, anjani bani aa tu na ja, kahi aur na ja tu yaha ankhiyo ko sula to jara aa tu na ja, kahi aur na ja nindiya palko mein sama to jara chhote-chhote hontho par pyari muskan hai pyari muskan mein hi basi meri jaan hai chhote-chhote hontho par pyari muskan hai pyari muskan mein hi basi meri jaan hai basi meri jaan jaha wo mera jahan haii wo mera jahan, wo hi mera aasman hai mera aasman hai nanhi-nanhi neeli-neeli adhkhuli ankhiyo mein chandani ke rath pe sawar ho ke aa nindiya ki rani tu syani, anjani bani aa tu na ja, kahi aur na ja tu yaha ankhiyo ko sula to jara aa tu na ja, kahi aur na ja nindiya palko mein sama to jara