SONG: Nana Se Kehti Thi Nani Hamari - नाना से नाना से कहती थी नानी हमारी

Nana Se Kehti Thi Nani Hamari - नाना से नाना से कहती थी नानी हमारी

LYRICS:
nana se nana se kahti thi nani humari ye nana se nana se kahti thi nani humari budhape me aayi jawani humari budhape me aayi jawani humari hume hai khushi aur wo wekal the dono hume hai khushi aur wo wekal the dono aur laila majnu pagal the dono aur laila majnu pagal the dono hai un se bhi achhi kahani humari ye nana se kahti thi nani humari budhape me aayi jawani humari bade rob se kah raha tha ye nana bade rob se kah raha tha ye nana gaya romiyo juliyat ka zamana gaya romiyo juliyat ka zamana hai un se bhi achha humara fasana hai un se bhi achha humara fasana jawano se achi jawani humari ye nana se kahti thi nani humari budhape me aayi jawani humari to dada ji has has ke kahte the sabko to dada ji has has ke kahte the sabko ki laila ko majnu ki ankho se dekho ki laila ko majnu ki ankho se dekho abhi to hai chhoti si rani humari abhi to hai chhoti si rani humari ye nana se kahti thi nani humari budhape me aayi jawani humari