SONG: Namo Namo Ji Shankara - नमो नमो जी संकरा

Namo Namo Ji Shankara - नमो नमो जी संकरा

LYRICS:
jai ho jai ho shankara bholenath shankara aadi dev shankara he shivay shankara tere jaap ke bina bholenath shankara chale ye sanse kis tarah he shivay shankara mera karm tu hi jane kya bura hai kya bhala tere raste pe mai to aankh mund ke chala tere naam ki jot ne sara har liya tamas mera namo namo hey shankara bholenath shankara jai triloknath shambhu he shivay shankara namo namo hey shankara bholenath shankara rudradev he maheshvarah srishti ke janam se bhi pehle tera vaas tha ye jag rahe ya na rahe rahegi teri aastha kya samay kya pralay dono me teri mahanta mahanta mahanta namo namo ji shankara bholenath shankara jai triloknath shambhu he shivay shankara namo namo ji shankara bholenath shankara rudradev he maheshvarah rudradev he maheshvarah