SONG: Naksh Fariyaadi Hai Kisaki Shoki E Taharir Kaa - नक्ष फ़रियादी हैं किसकी शोख़ी-ए-तहरीर का

Naksh Fariyaadi Hai Kisaki Shoki E Taharir Kaa - नक्ष फ़रियादी हैं किसकी शोख़ी-ए-तहरीर का

LYRICS:
naksh fariyadi hai kiski shokhi-e-taharir ka shokhi-e-taharir ka kagaji hai pairahan har paikar-e-tasveer ka kagaji hai pairahan har paikar-e-tasveer ka kagaji hai pairahan kave kave sakht jani haye tanhai na puchh kave kave sakht jani haye tanhai na puchh tanhai na puchh subah karna sham ka lana hai ju-e-shir ka subah karna sham ka lana hai ju-e-shir ka subah karna sham ka jazb-e-be-ikhtiyaar-e-shauq dekha chahiye jazb-e-be-ikhtiyaar-e-shauq dekha chahiye shauq dekha chahiye ki naye shamshir se bahar hai dum shamshir ka ki naye shamshir se bahar hai dum shamshir ka ki naye shamshir se bas ke hu gaalib asiri me bhi aatish zer-pa asiri me bhi aatish zer-pa mu-e-aatish dida hai halka meri zanjir ka mu-e-aatish dida hai halka meri zanjir ka naksh fariyadi hai kiski shokhi-e-taharir ka naksh fariyadi hai