SONG: Najre Milaake Jo Duneeya Ki Najro Se Dare - नजरे मिलाके जो दुनिया की नजरो से डरे

Najre Milaake Jo Duneeya Ki Najro Se Dare - नजरे मिलाके जो दुनिया की नजरो से डरे

LYRICS:
najre milake jo duniya ki najro se dare milna na chahe jo milne ke vade hi kare wo to bujdil hai, bada bujdil wo wo wo wo to bujdil hai, bada bujdil najre milake jo duniya ki najro se dare milna na chahe jo milne ke vade hi kare wo to bujdil hai, bada bujdil wo wo to bujdil hai, bada bujdil zalim humare dil ko na todo chhupna chhupana chhodo zalim humare dil ko na todo chhupna chhupana chhodo tere bina ab mera jeena mushkil hai jeena mushkil hai najre milake jo duniya ki najro se dare milna na chahe jo milne ke vade hi kare wo to bujdil hai, bada bujdil wo wo wo wo to bujdil hai, bada bujdil sikha hai humne jab tumpe marna phir dard se kya darna hey sikha hai humne jab tumpe marna phir dard se kya darna mohabbat dariya hai dard sahil hai dard sahil hai najre milake jo duniya ki najro se dare milna na chahe jo milne ke vade hi kare wo to bujdil hai, bada bujdil wo wo to bujdil hai, bada bujdil maana ki tu to husne jahan hai humsa bhi aashiq kahan hai maana ki tu to husne jahan hai humsa bhi aashiq kahan hai ye tera banda bhi tere kaabil hai tere kaabil hai najre milake jo duniya ki najro se dare milna na chahe jo milne ke vade hi kare wo to bujdil hai, bada bujdil wo wo to bujdil hai, bada bujdil