SONG: Najar Phero Naa Hamse - नज़र फेरो ना हमसे

Najar Phero Naa Hamse - नज़र फेरो ना हमसे

LYRICS:
najar phero na hamse, ham hain tum par marne walo me najar phero na hamse najar phero na hamse, ham hain tum par marne walo me hamara naam bhi likh lo, mohabbat karne walo me mohabbat karne walo me jaha najre mili bole ke ham hain marne walo me jaha najre mili bole jaha najre mili bole ke ham hain marne walo me banawat hi banawat hai, mohabbat karne walo me mohabbat karne walo me o tumhari shokhiyo ko dil mera nakam kar dega aa suna kar pyar ke nagme tumhe badnam kar dega ha aji yeh dil nahi chhip-chhip ke aahe bharne walo me hamara naam bhi likh lo, mohabbat karne walo me mohabbat karne walo me wahi dil hai jo iss duniya me apna naam kar jaye mohabbat kya karega woh jo badnami se dar jaye ha nahi ham aapki inn dhamkiyo se darne walo me banawat hi banawat hai, mohabbat karne walo me mohabbat karne walo me