SONG: Najar Kajrari Ho - नजर कजरारी हो

Najar Kajrari Ho - नजर कजरारी हो

LYRICS:
haye haye chaal hain, duhai hain duhai kya angdai hain, tauba kya kamariya lachkait hain haye haye shararat karti hain are nahi humpe marti hain are marti nahi mui dekh ke jalti hain haye haye najar kajrari raja kamariya kamaan najar kajrari raja kamariya kamaan oye dekhe jo budha, ha budha oye budha ho jaye jawan, o raja ho jaye jawan najar kajrari ho raja kamariya kamaan are ye to bata ye kahan se aayi hain ye to rahti thi jhumri talaiya ha ha main to rahti thi jhumri talaiya is ka aashiq tha dudh wala bhaiya is ka aashiq tha dudh wala bhaiya ye to rahti thi jhumri talaiya wo fokat dudh pilaye, haye wo paise na le jaye, haye haye wo subah sham sataye, haye use to shram na aaye, haye jab se ise dene laga rupiya haan jab se ise dene laga rupiya ye to karne lagi, ye to karne lagi ye to karne lagi, ta thaiya usne ungli marodi kalai nahi chhodi are ki jora jori, phir wo dene phir wo dene, laga ispe jaan najar kajrari ho raja kamariya kamaan najar kajrari ho raja kamariya kamaan oye kede khet ki muli hain ise kahte hain kali kashmir ki ha ha mujhe kahte hain kali kashmir ki duniya aashiq hain iski tasveer ki duniya aashiq hain iski tasveer ki ise kahte hain kali kashmir ki iske nain rasile, haye iske hoth rasile, aaye haye mite hain chaal pe iski, aaye haye yaha ke kai kabile, o o kisi ranjhe ki kal tak ye heer thi o kisi ranjhe ki kal tak ye heer thi haar baithi hain, haar baithi hain haar baithi hain, baaji taqdeer ki iska jalim shabab, jisne lute nawab aankhe jaame sharaab, ispe dono ispe dono, ispe dono jaha kurbaan najar kajrari ho raja kamariya kamaan najar kajrari ho raja kamariya kamaan wadi ye kaun si pari hain jisko humne nahi parkha ye hain najma najaro ki mallika ha ha main hu najma najaro ki mallika husn duniya ka hain isse halka husn duniya ka hain isse halka ye hain najma najaro ki mallika iski chaal to dekho, haye sunhere baal to dekho, aaye haye ke jispe fisle najre, haye wo chikne gaal to dekho, haye iska aanchal jo sine se dhalka ho iska aanchal jo sine se dhalka bhari mehfil me, bhari mehfil me bhari mehfil me, lo jaam chhalka kabhi ghunghata uthaye, kabhi ghunghata giraye naaj nakhre dikhaye tauba tauba, tauba tauba kare kul jahan najar kajrari ho raja kamariya kamaan najar kajrari ho raja kamariya kamaan dekhe jo budha, ha budha haye budha ho jaye jawan, o raja ho jaye jawan najar kajrari ho raja kamariya kamaan